Jinka mere shyam se lagaav ho gaya, Romi-Khatu Shyam Bhajan-Jinka mere shyam se lagaav ho gaya
Jinka mere shyam se lagaav ho gaya, Romi-Khatu Shyam Bhajan-Jinka mere shyam se lagaav ho gaya

Romi-Khatu Shyam Bhajan-Jinka mere shyam se lagaav ho gaya

Jo Bhi Dube Hai Shyam Masti Mein
Lag Jaye Char Chand Hasti Mein
Jobhi Gun Sanware Ka Gaate Hai
Unke Charche Hai Gali Basti Mein

Jindagi Mein Unke Badlaav Ho Gaya
Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Jindagi Mein Unke Badlaav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhaav Ho Gaya

Nadi Vo Mili Hai Sagar Mein Ja Jaroor
Jiska Theek Raah Pe Bahav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhaav Ho Gaya

Jo Bhi Dube Hai Shyam Masti Mein
Lag Jaye Char Chand Hasti Mein

Jobhi Gun Sanware Ka Gaate Hai
Unke Charche Hai Gali Basti Mein

Jindagi Mein Unke Badlaav Ho Gaya
Jindagi Mein Unke Badlaav Ho Gaya
Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhav Ho Gaya
Nadi Vo Mili Hai Sagar Mein Ja Jaroor
Jiska Theek Raah Pe Bahaav Ho Gaya
Jiska Theek Raah Pe Bahaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhaav Ho Gaya

Jinhe Mere Shyam Ka Sahara Hai
Unka Majhdhar Hi Kinaara Hai
Jo Bhi Premi Hai Mere Baba Ka
Kabhi Himmat Nahi Vo Haara Hai
Har Haal Mein Khush Rahne Ka Swabhav Ho Gaya
Har Haal Mein Khush Rahne Ka Swabhav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhav Ho Gaya
Nadi Vo Mili Hai Sagar Mein Ja Jaroor
Jiska Theek Raah Pe Bahav Ho Gaya
Jiska Theek Raah Pe Bahaav Ho Gaya

See also  अपना तो खाटूवाला, ये लीले घोड़े वाला सांवरा, भक्तों का रखवाला, ये मुरली वाला, भगतों का रखवाला Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhav Ho Gaya

Jinko Seva Mili Hai Baba Ki
Apni Kismat Pe Naaj Karte Hai
Karke Seva Vo Deen Dukhiyo Ki
Shyam Ke Dil Mein Raj Karte Hai
Aisa Shyam Bhajano Ka Prabhav Ho Gaya
Aisa Shyam Seva Ka Prabhav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhav Ho Gaya
Nadi Vo Mili Hai Sagar Mein Ja Jaroor
Jiska Theek Raah Pe Bahav Ho Gaya
Jiska Theek Raah Pe Bahaav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhav Ho Gaya

Vo Bade Khushnaseeb Hote Hai
Shyam Ke Jo Kareeb Hote Hai
Jobhi Hai Door
Jobhi Hai Door
Jobhi Hai Door Mere Baba Se
Vo Bade Badnaseeb Hote Hai
Romi Jinka Shyam Se Algaav Ho Gaya
Jindagi Mein Unke Tanaav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhaav Ho Gaya

Jinka Mere Shyam Se Lagaav Ho Gaya
Door Jindagi Ka Har Abhav Ho Gaya

Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Boliye Shyam Pyare Ki Jai
Boliye Lakhdar Ki Jai
Boliye Sheesh Ke Dani Ki Jai
Jai Shri Shyam
Jai Shri Krishna

Recent Posts

Mere Satguru Ne Di Thi Davai Lyrics in Hindi & Meaning

Mere Satguru Ne Di Thi Davai: Invoking the Guru’s Liberating Wisdom This soul-stirring bhajan venerates the Satguru (True Spiritual Master) as the divine physician who dispenses the only remedy for life’s deepest sufferings. Composed by Sant Karmaveer Tufani, it…

Janm Diyo Thari Maa Dukh Dekhiyo Lyrics in Hindi & Meaning

जन्म दियो थारी माँ दुख देखियो (Maa’s Grief Upon Birthing You) This soul-stirring Chetavani Bhajan (admonitory hymn) is addressed to the Divine Mother (Maa) – a call for repentance when children forget their filial duties in the dark age…

Bhadi Sabha Mein Thane Manaun Lyrics in Hindi & Meaning

Bhadi Sabha Mein Thane Manaun: Invoking the Spear-Wielding Mother Mata Bhawani (श्री ज्वाला भवानी), the fiery manifestation of Shakti worshipped as the Protector of Dharma in Her Dhaulagarh sanctum. Origin & Spiritual Essence Composed in Rajasthani folk tradition by…

Maat Meri Chintapurni Lyrics in Hindi & Meaning

Maat Meri Chintapurni is a heartfelt devotional prayer dedicated to Maa Chintapurni, a form of the Divine Mother. She is revered as the remover of worries and the granter of wishes, especially venerated in the Himalayan region of Himachal…

थारी रे नदियां का ढावा पे खीची राजा Lyrics & Meaning

खीची राजा का अद्भुत युद्ध: एक शौर्य गाथा यह भजन एक पौराणिक या ऐतिहासिक शूरवीर राजा की वीरता का वर्णन करता है, जो प्रायः गुजराती लोक संस्कृति में लोककथाओं का हिस्सा है। इसकी रचना दुर्गेश कटारा ने की है…