Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Lyrics

Ayega Ab Re Bulawa- Hari Bhajan By Anup Jalota

Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Lyrics in Hindi

Ayega jab re bulawa
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,


Naam Hari ka saath jaayega,
Aur too kuchh na le paayega,
Naam Hari ka saath jaayega,
Aur too kuchh na le paayega,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,
Raag dwesh mein Hari bisaraayo,
Bhool ke nij ko janam gavaayo,
Raag dvesh mein Hari bisaraayo,
Bhool ke nij ko janam gavaayo,
Bhool ke nij ko janam gavaayo,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,
Naam Hari ka saath jaayega,
Aur too kuchh na le paayega,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,

Sumiran ki saachi kamai,
Jhoothi jag ki sab hai sagai,
Sumiran ki saachi kamai,
Jhoothi jag ki sab hai sagai,
Jhoothi jag ki sab hai sagai,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,
Arji kar too Hari se aisi,
Bhakti mile mira ki jaisi,
Arji kar too Hari se aisi,
Bhakti mile mira ki jaisi,
Bhakti mile mira ki jaisi,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,
Haath tere jivan ki baazi,
Bhakti se kar too Hari ko raazi,
Haath tere jivan ki baazi,
Bhakti se kar too Hari ko raazi,
Bhakti se kar too Hari ko raazi,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,
Naam Hari ka saath jaayega,
Aur too kuchh na le paayega,
Naam Hari ka saath jaayega,
Aur too kuchh na le paayega,

Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,
Aayega jab re bulava Hari ka,
Chhod ke sab kuchh jaana padega,

See also  जब तक रहेगी सांसे तेरा भजन करूँगा भजन लिरिक्स

Download PDF (Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Bhajans Bhakti Songs)

Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Lyrics Transliteration (English)

Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Video

Ayega jab re bulawa Aayega jab re bulava Hari ka, Video

Browse all bhajans by Anup Jalota

Browse Temples in India

Recent Posts

श्रीमद्भगवद्गीता अध्याय-3 : कर्म योग (Bhagavad Gita Chapter 3 in Hindi)

कर्म योग भगवद गीता का तीसरा अध्याय है। इसमें भगवान श्रीकृष्ण अर्जुन को समझाते हैं कि केवल ज्ञान से नहीं, बल्कि निष्काम कर्म से मुक्ति प्राप्त होती है। मनुष्य को अपने कर्तव्य का पालन अवश्य करना चाहिए।जो लोग कर्म…

श्रीमद्भगवद्गीता अध्याय-2 : सांख्य योग (Bhagavad Gita Chapter 2 in Hindi)

सांख्य योग भगवद गीता का दूसरा अध्याय है। इसे गीता का हृदय भी कहा जाता है क्योंकि इसमें आत्मा का स्वरूप, नश्वर और अमर तत्वों का भेद, कर्तव्य पालन का महत्व और निष्काम कर्मयोग की शिक्षा दी गई है।…

Shri Atmavireshwar Mahadev Temple – Varanasi

Shri Atmavireshwar Mahadev Temple is one of the prominent and sacred Shiva temples in Kashi (Varanasi), Uttar Pradesh. Dedicated to Lord Shiva in the form of Atmavireshwar, this temple is part of the famous Kashi Khand temples mentioned in…

था आया सूं सुधरे काज पधारो कीर्तन में गणराज Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

गणपति बप्पा के भक्तों के लिए प्रस्तुत है एक सुंदर राजस्थानी शैली में रचा गया भजन – “था आया सूं सुधरे काज पधारो कीर्तन में गणराज”। इस भजन में भक्त गणराज श्री गणेश जी से निवेदन करता है कि…

शरण में आ पड़ा तेरी प्रभु मुझको भुलाना ना Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

“शरण में आ पड़ा तेरी प्रभु मुझको भुलाना ना” एक अत्यंत भावुक और आत्मा को छू जाने वाला भजन है, जिसे मधुर स्वर में सुधांशु जी महाराज ने प्रस्तुत किया है। यह भक्ति गीत प्रभु श्रीहरि की शरणागति, करुणा…

ओ अवसर हे राम भजन रो सुता कोई मत रिज्यो रे Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

“ओ अवसर है राम भजन रो सुता कोई मत रिज्यो रे” एक अत्यंत प्रेरणादायक राम भजन है जिसे सुखदेव जी महाराज ने अपनी भावपूर्ण वाणी से प्रस्तुत किया है। यह भक्ति गीत जीवन की नश्वरता और राम नाम की…

ये बाबा तो मेरा रखवाला है लिरिक्स | Shyam Baba Bhajan Lyrics | Rajni Ji Bhakti Song

Ye Baba To Mera Rakhwala Hai एक भावुक और आत्मिक भजन है जो श्याम बाबा की कृपा और संरक्षण की भावना को दर्शाता है। जब जीवन में अंधेरा छा जाए, जब राह न दिखे—तब यही बाबा हमारे साथ होते…