Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Lyrics

Bol Kaanha Bol Krishna Bhajan

Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Lyrics in Hindi

Bol Kaanha Bol
Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya,

Bina sadi kiye Radheshyam kaise ho gaya,
Sattbhama Rukmini jaisi lugaayi, Radhe ke saath kaisi Jodi banaayi,
Bol Kaanha bol tu naadaan kaise ho gaya,
Sattbhama Rukmini jaisi lugaayi, Radhe ke saath kaisi Jodi banaayi,
Bol Kaanha bol tu naadaan kaise ho gaya,
Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya,
Bina sadi kiye Radheshyam kaise ho gaya,
Vyaah jise laya wo kuhayi teri rani, bin vyaah Radhe kuhayi maharani,
Bol Kaanha bol ye samman kaise ho gaya,

Tasvir bibiyo ki kone mei pari chhe, jitney bhi mandir Radhe bagal mei khadi chhe,
Bol Kaanha bol yeh vidhaan kaise ho gaya,

Rani patrani saari haajari bajaawe, Radhe maharani tujhpe raub jamaawe,
Bol Kaanha Radhe ka gulam kaise ho gaya,
Rani patrani saari haajari bajaawe, Radhe maharani tujhpe raub jamaawe,
Bol Kaanha Radhe ka gulam kaise ho gaya,
Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya,
Bina sadi kiye Radheshyam kaise ho gaya,
Rani maharani ka leta nahi naam hai, danke ki chaut kahe Radhe meri jaan hai,
Phir bhi bhakt tera ya jahaan kaise ho gaya,

Jisne bhi pyar kiya wo hi badnaam chhe, Premika ke saath teri chaarguni shaan chhe,
Jhuta sara ved aur puraan kaise ho gaya,

Haq jyada Radhe ka kyun hai bata de, Radhe se kehna pade Shyam se milade,
Itna Banwaari meherbaan kaise ho gaya,
Haq jyada Radhe ka kyun hai bata de, Radhe se kehna pade Shyam se milade,
Itna Banwaari meherbaan kaise ho gaya,
Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya,
Bina sadi kiye Radheshyam kaise ho gaya,

See also  खाटू से आयो बाबा श्याम देखो कीर्तन में Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Download PDF (Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Bhajans Bhakti Songs)

Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Lyrics Transliteration (English)

Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Video

Bol Kaanha Bol Bol Kaanha bol galat kaam kaise ho gaya, Video

Browse Temples in India

Recent Posts

श्रीमद्भगवद्गीता अध्याय-3 : कर्म योग (Bhagavad Gita Chapter 3 in Hindi)

कर्म योग भगवद गीता का तीसरा अध्याय है। इसमें भगवान श्रीकृष्ण अर्जुन को समझाते हैं कि केवल ज्ञान से नहीं, बल्कि निष्काम कर्म से मुक्ति प्राप्त होती है। मनुष्य को अपने कर्तव्य का पालन अवश्य करना चाहिए।जो लोग कर्म…

श्रीमद्भगवद्गीता अध्याय-2 : सांख्य योग (Bhagavad Gita Chapter 2 in Hindi)

सांख्य योग भगवद गीता का दूसरा अध्याय है। इसे गीता का हृदय भी कहा जाता है क्योंकि इसमें आत्मा का स्वरूप, नश्वर और अमर तत्वों का भेद, कर्तव्य पालन का महत्व और निष्काम कर्मयोग की शिक्षा दी गई है।…

Shri Atmavireshwar Mahadev Temple – Varanasi

Shri Atmavireshwar Mahadev Temple is one of the prominent and sacred Shiva temples in Kashi (Varanasi), Uttar Pradesh. Dedicated to Lord Shiva in the form of Atmavireshwar, this temple is part of the famous Kashi Khand temples mentioned in…

था आया सूं सुधरे काज पधारो कीर्तन में गणराज Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

गणपति बप्पा के भक्तों के लिए प्रस्तुत है एक सुंदर राजस्थानी शैली में रचा गया भजन – “था आया सूं सुधरे काज पधारो कीर्तन में गणराज”। इस भजन में भक्त गणराज श्री गणेश जी से निवेदन करता है कि…

शरण में आ पड़ा तेरी प्रभु मुझको भुलाना ना Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

“शरण में आ पड़ा तेरी प्रभु मुझको भुलाना ना” एक अत्यंत भावुक और आत्मा को छू जाने वाला भजन है, जिसे मधुर स्वर में सुधांशु जी महाराज ने प्रस्तुत किया है। यह भक्ति गीत प्रभु श्रीहरि की शरणागति, करुणा…

ओ अवसर हे राम भजन रो सुता कोई मत रिज्यो रे Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

“ओ अवसर है राम भजन रो सुता कोई मत रिज्यो रे” एक अत्यंत प्रेरणादायक राम भजन है जिसे सुखदेव जी महाराज ने अपनी भावपूर्ण वाणी से प्रस्तुत किया है। यह भक्ति गीत जीवन की नश्वरता और राम नाम की…

ये बाबा तो मेरा रखवाला है लिरिक्स | Shyam Baba Bhajan Lyrics | Rajni Ji Bhakti Song

Ye Baba To Mera Rakhwala Hai एक भावुक और आत्मिक भजन है जो श्याम बाबा की कृपा और संरक्षण की भावना को दर्शाता है। जब जीवन में अंधेरा छा जाए, जब राह न दिखे—तब यही बाबा हमारे साथ होते…