Shor macha hai, dhum machegi,

Shor Macha Hai
Shor macha hai, dhum machegi,
Bhole ki nagari khub sajegi, rang uda hai rang udega,

Saj dhaj kar Bhola yeh dulha banega,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Shor macha hai, dhum machegi,
Bhole ki nagari khub sajegi, rang uda hai rang udega,
Saj dhaj kar Bhola yeh dulha banega,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Idhar dekho udhar dekhu, chaahe mai jidhar dekhu,
Bhole Bhole ki maya hai,
Yaha pe tu waha pe tu, dekhu jaha waha pe tu,
Kan kan mei tumko hi paya hai,

Idhar dekho udhar dekhu, chaahe mai jidhar dekhu,
Bhole Bhole ki maya hai,
Yaha pe tu waha pe tu, dekhu jaha waha pe tu,
Kan kan mei tumko hi paya hai,
Har bhagto mei Bhola dikhega, har galiyo mei baba milega,
Rang uda hai rang udega,
Saj dhaj kar Bhola yeh dulha banega,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Mela hai mela Bhole ka mela,

Gaao gaao seher seher, aaye tere baba nagar,
Laakho laakho ki maan hai,
Tere siwa nahi duja sabse badi teri puja,
Tujhko apna hi mane hai,
Gaao gaao seher seher, aaye tere baba nagar,
Laakho laakho ki maan hai,
Tere siwa nahi duja sabse badi teri puja,
Tujhko apna hi mane hai,
Masti chadhi hai masti chadhegi,
Naach ke duniya yeh hi kahegi,
Rang uda hai rang udega,
Saj dhaj kar Bhola yeh dulha banega,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Shor macha hai, dhum machegi,
Bhole ki nagari khub sajegi, rang uda hai rang udega,
Saj dhaj kar Bhola yeh dulha banega,
Mela hai mela Bhole ka mela,
Mela hai mela Bhole ka mela,

See also  आया जन्मदिन बजरंगी का हनुमान जन्मोत्सव भजन Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Recent Posts

कथा ये है महाराज मेरे की – Lyrics & Meaning

कथा ये है महाराज मेरे की छत्रपति संभाजी महाराज – A Prayer to Chhatrapati Sambhaji Maharaj Origin & Spiritual Essence Why This Bhajan Resonates Devotees chant this when their spirit feels tested—its powerful refrain “महाराज मेरे” is a soul’s…

Mere Satguru Ne Di Thi Davai Lyrics in Hindi & Meaning

Mere Satguru Ne Di Thi Davai: Invoking the Guru’s Liberating Wisdom This soul-stirring bhajan venerates the Satguru (True Spiritual Master) as the divine physician who dispenses the only remedy for life’s deepest sufferings. Composed by Sant Karmaveer Tufani, it…

Janm Diyo Thari Maa Dukh Dekhiyo Lyrics in Hindi & Meaning

जन्म दियो थारी माँ दुख देखियो (Maa’s Grief Upon Birthing You) This soul-stirring Chetavani Bhajan (admonitory hymn) is addressed to the Divine Mother (Maa) – a call for repentance when children forget their filial duties in the dark age…