Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga, Lyrics

Aisa Hai Vishwaas Humara Jaha Jaha Main Jaaunga- Khatu Shyam Bhajan

Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga, Lyrics in Hindi

Aisa Hai Vishwaas Humara Jaha Jaha Main Jaaunga
Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga,
Sish ke daani Shyaam prabhu ko waha main paaunga,

Gaao gaao aur gali gali mein Shyaam naam ka jor hai,
Jidhar bhi dekhu udhar Shyaam ke ras mein sabhi vibhor hai,

Jaha milenge Shyaam ke premi main bhi waha rum jaaunga,
Jaha milenge Shyaam ke premi main bhi waha rum jaaunga,
Sish ke daani Shyaam prabhu ko waha main paaunga,

Dekh dekhkar Shyaam ka parcham mann mera yeh kehne laga,
Paap ki naiyaa ab dubegi Surya dharm ka charrne laga,

Laalima ne masti bhar di aur bhala kya chahunga,
Laalima ne masti bhar di aur bhala kya chahunga,
Sish ke daani Shyaam prabhu ko waha main paaunga,
Sunn le meri baat dhyaan se ab pyaare mat der karo,
Ab bhi samay hai Shyaam sumar le paapo ka mat dher karo,

Nandu main tera tu mera geet Shyaam ke gaaunga,
Nandu main tera tu mera geet Shyaam ke gaaunga,
Sish ke daani Shyaam prabhu ko waha main paaunga,

See also  सब कहते है तू देख रहा फिर बिगड़े क्यों हालत | Lyrics, Video | Khatu Shaym Bhajans

Download PDF (Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga, Bhajans Bhakti Songs)

Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga, Lyrics Transliteration (English)

Aisa hai vishwaas humara jaha jaha main jaaunga, Video

https://www.youtube.com/watch?v=op37mldQkXY

Browse Temples in India