Jeevan Ki Naiya jeewan ki naiya kar de prabhu ke hawaale, Prabhu Ke Hawale,

Jeevan Ki Naiya
jeewan ki naiya kar de prabhu ke hawaale, Prabhu Ke Hawale,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale, Prabhu Ke Hawale,

Jaise Vo Chahe Vaise Jaise Vo Chahe Vaise,
Isko Sambhale Isko Sambhale,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale,
Tan Ka Na Garv Kijiye Ye To Vinashi Hai,
Tu To Hai Chetan Atma Jyoti To Avinashi,
Jyoti Sagar Pita Ko Dil Me Basale,
Dil Me Basale,
Raho Me Bhar Jayenge Tere Ujaale,
Tere Ujaale,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale,
Prabhu Ke Hawale,

Pag Pag Pe Milta Hai Prabhu Ka Ishaara,
Iske Sahare Karde Swahaa Tu Sara,
Amber Ke Saare Tare Aanchal Me Saja Le,
Aanchal Me Saja Le,
Mann Ke Sarovar Me Tu Kamal Khila Le,
Kamal Khila Le,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale,
Prabhu Ke Hawale,
Data Ki Den Karde Data Ko Arpan,
Mera Mera Naa Kar Tu Ho Ja Samarpan,
Toofa Ke Tod Dere Bhav Se Nikle,
Bhav Se Nikle,
De De Patwar Kahe Chinta Ko Pale,
Chinta Ko Pale,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale,
Prabhu Ke Hawale,
Jaise Vo Chahe Vaise Jaise Vo Chahe Vaise,
Isko Sambhale Isko Sambhale,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale,

Prabhu Ke Hawale,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale,
Prabhu Ke Hawale,
Jeevan Ki Naiyya Kar De Prabhu Ke Hawale,
Prabhu Ke Hawale,

Browse all bhajans by Anup Jalota
See also  धम धमा धम भजाओ रे बाजा | Lyrics, Video | Ganesh Bhajans

Recent Posts

कथा ये है महाराज मेरे की – Lyrics & Meaning

कथा ये है महाराज मेरे की छत्रपति संभाजी महाराज – A Prayer to Chhatrapati Sambhaji Maharaj Origin & Spiritual Essence Why This Bhajan Resonates Devotees chant this when their spirit feels tested—its powerful refrain “महाराज मेरे” is a soul’s…

Mere Satguru Ne Di Thi Davai Lyrics in Hindi & Meaning

Mere Satguru Ne Di Thi Davai: Invoking the Guru’s Liberating Wisdom This soul-stirring bhajan venerates the Satguru (True Spiritual Master) as the divine physician who dispenses the only remedy for life’s deepest sufferings. Composed by Sant Karmaveer Tufani, it…

Janm Diyo Thari Maa Dukh Dekhiyo Lyrics in Hindi & Meaning

जन्म दियो थारी माँ दुख देखियो (Maa’s Grief Upon Birthing You) This soul-stirring Chetavani Bhajan (admonitory hymn) is addressed to the Divine Mother (Maa) – a call for repentance when children forget their filial duties in the dark age…

Bhadi Sabha Mein Thane Manaun Lyrics in Hindi & Meaning

Bhadi Sabha Mein Thane Manaun: Invoking the Spear-Wielding Mother Mata Bhawani (श्री ज्वाला भवानी), the fiery manifestation of Shakti worshipped as the Protector of Dharma in Her Dhaulagarh sanctum. Origin & Spiritual Essence Composed in Rajasthani folk tradition by…