Maa Durga Vandana Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai Lyrics

Jagadambe Bhawani Maiyaa By Vijay Soni

Maa Durga Vandana Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai Lyrics in Hindi

Maa Durga Vandana
Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai
Sohe vesh kasumal niko, tere ratno ka sir pe taaj hai

Jagadambe bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai
Sohe vesh kasumal niko, tere ratno ka sir pe taaj hai
Jab jab bhir padi bhaktan par, tab tab aaye sahaaye kare,
Adham udharan taaran maiyaa, yug yug rup anek dhare,
Jab jab bhir padi bhaktan par, tab tab aaye sahaye kare,
Adham udharan taaran maiyaa, yug yug rup anek dhare,
Sidh karti tu bhakto ke kaaj hai, naam tero garib nawaaj hai,
Sohe vesh kasumal niko, tere ratno ka sir pe taaj hai,
Sidh karti tu bhakto ke kaaj hai, naam tero garib nawaaj hai,
Sohe vesh kasumal niko, tere ratno ka sir pe taaj hai
Jal par thal aur thal par shrishti, adhbhut thari maaya hai,
Sur nar muni jan dhyan dhare neet, paar nahi koi paya hai,
Jal par thal aur thal par shrishti, adhbhut thari maya hai,
Sur nar muni jan dhyan dhare neet, paar nahi koi paya hai,
Thare haatho mei sewak ki laj hai, liyo sharno tiharo maiyaa aaj hai,
Sohe vesh kasumal niko, tere ratno ka sir pe taaj hai,
Thare haatho mei sewak ki laj hai, liyo sharno tiharo maiya aaj hai,
Sohe vesh kasumal niko, tere ratno ka sir pe taaj hai

Jara samne toh aao maiyaa, chup chup chalane mei kya raj hai,
Yu chup na sakogi meri maiyaa, meri aatama ki ye awaz hai,

Jagadambe bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaya raj hai,
Sohe vesh kasumal niko, tere ratno ka sir pe taaj hai
Mai tumko bulau tum nahi aao, aisa kavi na ho sakta,
Baalak apni maiyaa se bicharkar sukh se kabhi na so sakta,

Meri naiya padi majhdaar hai, ab tu hi to khewan haar hai,
Yu chup na sakogi meri maiyaa, meri aatma ki ye awaz hai,

See also  शाकम्भरी माता चालीसा | Lyrics, Video | Durga Bhajans

Download PDF (Maa Durga Vandana Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai Bhajans Bhakti Songs)

Maa Durga Vandana Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Maa Durga Vandana Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Maa Durga Vandana Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai Lyrics Transliteration (English)

Maa Durga Vandana Jagadambe Bhawani maiyaa, tera tribhawan mei chaaya raj hai Video

https://www.youtube.com/watch?v=-ZkZUrBCt-Q

Browse all bhajans by Vijay Soni

Browse Temples in India