Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Lyrics

Ram Pe Jab Jab- Hanuman Bhajan By Raju Mehra

Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Lyrics in Hindi

Ram Pe Jab Jab
Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,

Maat Siya ko Ram prabhu se, Maat Siya ko Ram prabhu se kaun milane wala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Jitni bhi kaam the muskil Bajrang ke hisse aaye,
Hanumat ke siwa koi bhi saagar ko laangh na paaye,
Jitni bhi kaam the muskil Bajrang ke hisse aaye,
Hanumat ke siwa koi bhi saagar ko laangh na paaye,
Ravan ki sone ki lanka, Ravan ki sone ki lanka,
Kaun jalane wala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Sakti laagi Lakshman ko aur murchha bhari chhayi,
Dharti pe dekh Lakhan ko aur rone lage Raghurayi,
Sakti laagi Lakshman ko aur murchha bhari chhayi,
Dharti pe dekh Lakhan ko aur rone lage Raghurayi,
Sanjiwan laakar ke Lakhan ko, Sanjiwan laakar ke Lakhan ko,
Kaun jiyaane wala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,

Bibhishan tana maare, Bajrangi she naa paaye,
Bhakti kisko kehte hai yeh sabko gyaan karaye,
Bibhishan tana maare, Bajrangi she naa paaye,
Bhakti kisko kehte hai yeh sabko gyaan karaye,
Bhari sabha mei chir ke sina, Bhari sabha mei chir ke sina,
Kaun dikhane wala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Jo Hanuman na hote na hoti Ram kahaani,
Shree Ram prabhu ki mahima ghar ghar na jati bakhhani,
Jo Hanuman na hote na hoti Ram kahaani,
Shree Ram prabhu ki mahima ghar ghar na jati bakhhani,
Kahe Pawan bhakti ka danka , Kahe Pawan bhakti ka danka ,
Kaun bajaane wala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Maat Siya ko Ram prabhu se, Maat Siya ko Ram prabhu se kaun milane wala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,
Mera Bajrangbala oh mera Bajrang bala,

See also  पूरी अयोध्या में हो रही जय जैकार रघुबीर विमान से उतरया जी भगवान Lyrics Bhajans Bhakti Song

Download PDF (Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Bhajans Bhakti Songs)

Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Lyrics Transliteration (English)

Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Video

Ram Pe Jab Jab Ram pe jab jab vipda chhayi, Ram pe jab jab vipda chhayi kaun bana rakhwala, Video

Browse all bhajans by Raju Mehra

Browse Temples in India