shiv shankar ko jisne, \\\\\\\"Shiv Shanker Ko Jisne Puja Uska Beda Paar Hua\\\\\\\"- Beautiful Lord Shiv Prayer
shiv shankar ko jisne, \\\"Shiv Shanker Ko Jisne Puja Uska Beda Paar Hua\\\"- Beautiful Lord Shiv Prayer

“Shiv Shanker Ko Jisne Puja Uska Beda Paar Hua”- Beautiful Lord Shiv Prayer

shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
bhole shankar ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo -2
har har mahadev shiv shambu……

damro vala hai jag mein dayalu bada
dindukhiyo ka data jagat ka pita -2
sab pe karta hai yeh bhola shanker daya
sab ko deta hai yeh aashara
in pawan charno mein arpan aakar jo ek baar hua
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
om namo shivay namo
har har mahadev shiv shambu……

naam uncha hai sabse mahadev ka
vandana iski karte hain sab devta..
iski puja se vardan pate hain sab
shakti ka daan pate hain sab..
nag asur prani sab par hi bhole ka upkar hua
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-2
ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
bhole baba ki puja karo
dhayan charno mein iske dharo -2
har har mahadev shiv shambu…………..

Browse all bhajans by Narendra Chanchal
See also  Hum ko Man ki Shakti Dena

Recent Posts

कथा ये है महाराज मेरे की – Lyrics & Meaning

कथा ये है महाराज मेरे की छत्रपति संभाजी महाराज – A Prayer to Chhatrapati Sambhaji Maharaj Origin & Spiritual Essence Why This Bhajan Resonates Devotees chant this when their spirit feels tested—its powerful refrain “महाराज मेरे” is a soul’s…

Mere Satguru Ne Di Thi Davai Lyrics in Hindi & Meaning

Mere Satguru Ne Di Thi Davai: Invoking the Guru’s Liberating Wisdom This soul-stirring bhajan venerates the Satguru (True Spiritual Master) as the divine physician who dispenses the only remedy for life’s deepest sufferings. Composed by Sant Karmaveer Tufani, it…

Janm Diyo Thari Maa Dukh Dekhiyo Lyrics in Hindi & Meaning

जन्म दियो थारी माँ दुख देखियो (Maa’s Grief Upon Birthing You) This soul-stirring Chetavani Bhajan (admonitory hymn) is addressed to the Divine Mother (Maa) – a call for repentance when children forget their filial duties in the dark age…