Shree shyam vandana Haare ka tu hai, sahaara saaware, Lyrics

Haare Ka Tu Hai, Sahaara Sanware

Shree shyam vandana Haare ka tu hai, sahaara saaware, Lyrics in Hindi

Shree shyam vandana…
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,


Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware
Hume apni aankho se, dur nahi karna,
Hum ro padenge, majbur nahi karna.
Hume apni aankho se, dur nahi karna,
Hum ro padenge, majbur nahi karna.
Apno ke sataaye hai, teri sharan mei aaye hai,
Apno ke sataaye hai, teri sharan mei aaye hai,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware

Hum hai kitne haare, parchai keh rahi hai,
Aankho se dil ki, sacchai keh rahi hai
Hum hai kitne haare, parchai keh rahi hai,
Aankho se dil ki, sacchai keh rahi hai
Ye neer jo behta hai, ro- ro ke kehta hai
Ye neer jo behta hai, ro- ro ke kehta hai
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware
Kitna bhi humpe, hase ye jamaana,
‘sanju’ kanhaiya se, naata hai puraana
Kitna bhi humpe, hase ye jamaana,
‘sanju’ kanhaiya se, naata hai puraana
Santosh ye hi mann me, tum ho mere jeewan mei
Santosh ye hi mann me, tum ho mere jeewan mei
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara saaware,
Nahi aur saha jaye, hum bol kaha jaye,
Haare ka tu hai, sahaara saaware,
Humne, bhi tumko, pukaara seaware
*——–*——–*

See also  आजा मेरे कन्हैया मेरी बीच भँवर में नैया | Lyrics, Video | Krishna Bhajans

Download PDF (Shree shyam vandana Haare ka tu hai, sahaara saaware, Bhajans Bhakti Songs)

Shree shyam vandana Haare ka tu hai, sahaara saaware, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Shree shyam vandana Haare ka tu hai, sahaara saaware, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Shree shyam vandana Haare ka tu hai, sahaara saaware, Lyrics Transliteration (English)

Shree shyam vandana Haare ka tu hai, sahaara saaware, Video

Shree shyam vandana… Haare ka tu hai, sahaara saaware, Video

https://www.youtube.com/watch?v=LC7-fTQLN28

Recent Posts

Mere Satguru Ne Di Thi Davai Lyrics in Hindi & Meaning

Mere Satguru Ne Di Thi Davai: Invoking the Guru’s Liberating Wisdom This soul-stirring bhajan venerates the Satguru (True Spiritual Master) as the divine physician who dispenses the only remedy for life’s deepest sufferings. Composed by Sant Karmaveer Tufani, it…

Janm Diyo Thari Maa Dukh Dekhiyo Lyrics in Hindi & Meaning

जन्म दियो थारी माँ दुख देखियो (Maa’s Grief Upon Birthing You) This soul-stirring Chetavani Bhajan (admonitory hymn) is addressed to the Divine Mother (Maa) – a call for repentance when children forget their filial duties in the dark age…

Bhadi Sabha Mein Thane Manaun Lyrics in Hindi & Meaning

Bhadi Sabha Mein Thane Manaun: Invoking the Spear-Wielding Mother Mata Bhawani (श्री ज्वाला भवानी), the fiery manifestation of Shakti worshipped as the Protector of Dharma in Her Dhaulagarh sanctum. Origin & Spiritual Essence Composed in Rajasthani folk tradition by…

Maat Meri Chintapurni Lyrics in Hindi & Meaning

Maat Meri Chintapurni is a heartfelt devotional prayer dedicated to Maa Chintapurni, a form of the Divine Mother. She is revered as the remover of worries and the granter of wishes, especially venerated in the Himalayan region of Himachal…

थारी रे नदियां का ढावा पे खीची राजा Lyrics & Meaning

खीची राजा का अद्भुत युद्ध: एक शौर्य गाथा यह भजन एक पौराणिक या ऐतिहासिक शूरवीर राजा की वीरता का वर्णन करता है, जो प्रायः गुजराती लोक संस्कृति में लोककथाओं का हिस्सा है। इसकी रचना दुर्गेश कटारा ने की है…