Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Lyrics

Aapna Toh Khatuwala- Khatu Shyam Bhajan

Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Lyrics in Hindi

Aapna Toh Khatuwala
Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala,

Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala,
Saawara, bhakto ka rakhwala, ye murali wala,
Bhagto ka rakhwala,
Shyam ki kirpa se kashti tufaano main tairti,
Kitni bhi uchi ho lehre kashti ko na chhorti,
Ban ke maajhi khud Kanhaiya hi nibhaata saath hai,
Saawara jab sath ho toh, darne ki kya baat hai,
Bigari banane wala dukhre mitaane wala,
Saawara, bhakto ka rakhwala, ye murali wala,
Bhagto ka rakhwala,

Jisne bhi dil se pukaara Shyam uska ho gaya,
Wo kahi ka na rha phir bas isi ka ho gaya,
Bas gayi naino main ye surat salone Shyam ki,
Adulate duniya ki phir uski hai kis kam ki,
Ye tirchhe naino wala jaadu chalane wala,
Saawara, bhakto ka rakhwala, ye murali wala,
Bhagto ka rakhwala,
Prem ka rashiya Kanhaiya prem karke dekhle,
Mashtiya aisi milegi dil lagake dekh le,
Ishke rehte tu akela hai nahi sansaar main,
Na kami kuchh bhi hai mere, Shyam k darwaar main,
Sanju kahe dilwala saath nibhaane wala,
Saawara, bhakto ka rakhwala, ye murali wala,
Bhagto ka rakhwala,

Download PDF (Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Bhajans Bhakti Songs)

Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Lyrics Transliteration (English)

Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Video

Aapna toh Khatuwala, ye lile ghode wala, Video

See also  राम नाम की माला ज्प्लो | Lyrics, Video | Raam Bhajans

https://www.youtube.com/watch?v=5dFUnZPUZ6s

Browse Temples in India