Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Lyrics

Kabhi Bhagwan Ko- Krishna Bhajan By Anup Jalota

Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Lyrics in Hindi

Kabhi Bhagwan Ko
Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade
Jana tha Ganga par prabhu Kevat ki naav chade,
Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade
Jana tha Ganga par prabhu Kevat ki naav chade,

Avadh chod prabhu van ko ayee, Siya Ram Lakhan Ganga Tat ayee,
Kevat man hi man harshaye, ghar baithe parbhu darshan payee,
Haath jod kar prabhu ke aage kevat magan khade


Prabhu bole tum naav chalao, par hame kevat pahuchao,
Kevat kehata suno hamari Charan dhul ki maya bhari,
Main garib naya meri mahi na hoi pade
Kevat daud ke jal bhar laya, Charan dhoye charanamrit paya,
ved granth jis ke yaash gaye kevat unko naav chadaye,
barse phool gagan se aise bhakt ke bhaag bade,
Chali naav Ganga ki Dharaa, Siya Ram Lakhan ko paar utara,
prabhu dene lage naav utrai kevat kahe nahi Raghurai,
paar kiya maine Tumko, Ab Tu mohe paar kare,

Download PDF (Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Bhajans Bhakti Songs)

Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Lyrics Transliteration (English)

Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Video

Kabhi Bhagwan Ko Kabhi bhagwan ko bhi bhagto se kaam pade Video

See also  वो तेरे पास ही खेलता है सदा Lyrics | Bhajans | Bhakti Songs

Browse all bhajans by Anup Jalota

Browse Temples in India