Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Lyrics

Shree Shyam Dhani Ki Jish Ghar Mei- Khatu Shyam Bhajan By Binnu

Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Lyrics in Hindi

Shree Shyam Dhani Ki Jish Ghar Mei
Shree Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai,
Us ghar ka bhagato kya kehna, har pal khusiya muskati hai,

Jo roj sabere uth karke, shree Shyam ko shish nawaate hai,
Jo naam Shyam ka lekar ke hi, ghar se baahar jaate hai,

Jyoti ki bhabhuti shraddha se, jyoti ki bhabhuti shraddha se,
maathe pe lagaayi jati hai,
Us ghar ka bhagato kya kehna, har pal khusiya muskati hai,
Jaha Shyam ko bhog lagaakar ke, bhojan ko parosa jata hai,
Us bhojan ko kam na samjho, wo toh Prasad bann jata hai,

Uske toh ek- ek daane mei, uske toh ek- ek daane mei,
shree Shyam kripa mil jati hai,
Us ghar ka bhagato kya kehna, har pal khusiya muskati hai,

Jo mann ke sacche bhao se, shree Shyam ko bhajan sunaate hai,
Kaisa unka diwaanaapan, tann mann ki sudh bisraate hai,

Jaha mata apne baccho se, Jaha mata apne baccho se,
shree Shyam Shyam bulwaati hai,
Us ghar ka bhagato kya kehna, har pal khusiya muskati hai,
Aise premi ke ghar mei toh, mera Shyam dhani bas jata hai,
Us ghar ki chinta Shyam kare, ghar ka malik ban jata hai,

Binnu us ghar ke kan- kan se, Binnu us ghar ke kan- kan se,
mandir ki khushbu aati hai,
Us ghar ka bhagato kya kehna, har pal khusiya muskati hai,
Shree Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai,
Us ghar ka bhagato kya kehna, har pal khusiya muskati hai,

Download PDF (Shree Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Bhajans Bhakti Songs)

Shree Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Shree Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Lyrics Transliteration (English)

Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Video

Shree Shyam dhani ki jish ghar mei, yeh jyot jagaayi jati hai, Video

Browse Temples in India