Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke, Lyrics
Aaye Hai Din Faagan Ke- Khatu Shyam Bhajan
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke, Lyrics in Hindi
Aaye Hai Din Faagan Ke
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Aaj nahi toh kab naachoge, Aaj nahi toh kab naachoge,
Bit gaye din saawan ke,

Yehi wo din ghar- ghar kirtan hota,
Baba se jaake milane ka mann hota,
Aaye hai din Khatu jaakar, geet Shyam ke gaawan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Aaj nahi toh kab naachoge, Aaj nahi toh kab naachoge,
Bit gaye din saawan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Yehi wo din baba sabko bulaye,
Khatu mei dil khol ke maal lutaye,
Baba se jo chahe mango, aaye hai din maangan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Aaj nahi toh kab naachoge, Aaj nahi toh kab naachoge,
Bit gaye din saawan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Gaadi ki sab ticket kataawan laage,
Baba se sab het lagaawan laage,
Aaye hai din sikhar bandh par, Shyam nisan chadhawan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Aaj nahi toh kab naachoge, Aaj nahi toh kab naachoge,
Bit gaye din saawan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Yehi wo din Khatu nagariya sajti,
Aise ki jaise koi dulhaniya lagti,
Baba banenge dulhe raja, yeh din bend bajaawan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Aaj nahi toh kab naachoge, Aaj nahi toh kab naachoge,
Bit gaye din saawan ke,
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke,
Download PDF (Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke, Bhajans Bhakti Songs)
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke, Bhajans Bhakti Songs
Download PDF: Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke, Lyrics Bhajans Bhakti Songs
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke, Lyrics Transliteration (English)
Aaye hai din Faagan ke, aaye hai din naachan ke, Video