Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Oct 21, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may ) Lyrics

Aba Saumpa Diya

Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may Lyrics in Hindi

अबा सांप दीया ईसे जीवंका,
सब भेर तुमारे होहो (2)

हे जीनत तुमरे हाथो मैं,
aur har tumhare हाथो मई (2)

मेरा निश्चय आधार इक यहीं,
ईक बार तुमहिं पा जाऊं (2)

अरपन करदुन दुनीया भर का,
सब प्यार तुम होहो (2)

जो जग में रुन से अनीस रहुं,
jyon jal mein kamal ka ful rahe (2)

मेरे सब गंडोश समरपिट हो,
करतार तुमारे हाथो,
भगवन् तुम्हरें होहो

यदी मानव का मुज जानमा मील,
तव चरनो का पुजारी बानू (2)

क्या पुजक की ईक रग का है,
हो टार तुमरे होहो (2)

जब जा संसार का कैदी बनू,
निश्काम भावसे कर्म करुण (2)

फ़िर चींटी सम्यमन प्राण तजुन,
निरकर तुम्हरो होहो,
सकर तुम्हरो होथो

मुजामेन तुजामेन बस बेद याही,
मुझे सुना है तुम नारायण हो (2)

मैं हूं संसार के साथ,
संसार तुम्हार हाथो मई (2)

आबा सेम्प दीया इज़ जीवांका,
सब भेर तुमारे होहो (2)

है जी टुटे हाथो मे,
aur har tumhare हाथो मई (2)

Download PDF (Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may Bhajans Bhakti Songs)

Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may Bhajans Bhakti Songs

📖 Related: मेरे सतगुरु तेरा शुक्रिया तूने जीवन में सबकुछ दिया Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Download PDF: Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may Lyrics Transliteration (English)

Aba saump diya ees jeevanka,
sab bhar tumhare hatho may (2)

Hay jeet tumhare hatho me,
aur har tumhare hatho may (2)

Mera nishchaya bas ek yahee,
ek bar tumhein pa jaun may (2)

Arpan kardun duniya bhar ka,
sab pyar tumhare hatho may (2)

Jo jag mein rahun to aise rahun,
jyon jal mein kamal ka ful rahe (2)

Mere sab gundosh samarpit ho,
kartar tumhare hatho may,
bhagvan tumhare hatho may

Yadi manav ka muje janma mile,
to tav charno ka pujari banu (2)

Is pujak ki ek ek rag ka,
ho tar tumhare hatho may (2)

Jab jab sansar ka kaidi banu,
nishkam bhavase karma karun (2)

Fir ant samaymen pran tajun,
nirakar tumhare hatho may,
sakar tumhare hatho may

Mujamen tujamen bus bhed yahi,
mein nar hun tum narayan ho (2)

Mein hun sansar ke hathomen,
sansar tumhare hatho may (2)

Aba saump diya ees jivanka,
sab bhar tumhare hatho may (2)

Hai jeet tumhare hatho may,
aur har tumhare hatho may (2)

Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may video

Aba saump diya ees jeevanka, sab bhar tumhare hatho may video

Sacred Pilgrimage Directory पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

10,000+ Ancient Mandirs 12 Jyotirlingas 51 Shakti Peethas 108 Divya Desams
View All Temple Guides

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state