ॐ
Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Sep 9, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Lyrics

Darbaar Laakho Dekhe Khatu Shyam Bhajan

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Lyrics in Hindi

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,

Bhajan karo khaatuwaale ka, aankh mich kar bande,
Shyam naam ka punya kamaa le, chor de kaale dhande,
Bhajan karo khaatuwaale ka, aankh mich kar bande,
Shyam naam ka punya kamaa le, chor de kaale dhande,
Ek din hai tumko jaana, baba se het lagaana
Ek din hai tumko jaana, baba se het lagaana
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,
Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,

Iske bharose is duniya ka, chalta daana- paani,
Jhuti akad dikhaaye bande, kya hei aana- jaani,
Iske bharose is duniya ka, chalta daana- paani,
Jhuti akad dikhaaye bande, kya hei aana- jaani,
Kya lekar jag mei aaya, kyu maan mei bharmaaya,
Kya lekar jag mei aaya, kyu maan mei bharmaaya,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,
Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,
Kahe “Banwari” samay mile toh, gunn baba ke gaana,
Chaar dino ka mela thela, phir tumko hei jaana,
Kahe “Banwari” samay mile toh, gunn baba ke gaana,
Chaar dino ka mela thela, phir tumko hei jaana,
Koi naa saath nibhaaye, baba hi laaj bachaaye,
Koi naa saath nibhaaye, baba hi laaj bachaaye,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,
Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,
Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe,
Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi,
Daataar baba jaisa koi aur nahi,

📖 Related: मेरे साथ मेरा खाटू वाला Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Download PDF (Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Bhajans Bhakti Songs)

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Lyrics Transliteration (English)

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Video

Darbaar laakho dekhe, daataar laakho dekhe, Darbaar khaatuwaale jaisa aur nahi, Video

ॐ Sacred Pilgrimage Directory • पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

✦ 10,000+ Ancient Mandirs ✦ 12 Jyotirlingas ✦ 51 Shakti Peethas ✦ 108 Divya Desams
View All Temple Guides →

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state