ॐ
Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Sep 9, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Lyrics

Gajaanand Sarkaar Padhaaro- Ganesh Bhajan By Nandu Bhaiya

Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Lyrics in Hindi

Gajaanand Sarkaar Padhaaro
Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai,
Aao- aao, bega aao, chaav darash ko bhaari hai,

Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai,
Aao- aao, bega aao, chaav darash ko bhaari hai,
The aawo jadd kaam banela, thaa par saari baaji hai,
Ranat bhanwargadh wala sunnlyo, chinta mhaare laagi hai,
The aawo jadd kaam banela, thaa par saari baaji hai,
Ranat bhanwargadh wala sunnlyo, chinta mhaare laagi hai,
Der karo mat, na tarsaao, Der karo mat, na tarsaao,
Charanaa araj humaari hai,
Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai,
Aao- aao, bega aao, chaav darash ko bhaari hai,

Riddhi- siddhi sang le aao Vinayak, dewo darshan thaare bhagata ne,
Bhog lagawa, dhok lagawa, pushp chadhawa charana mei,
Riddhi- siddhi sang le aao Vinayak, dewo darshan thaare bhagata ne,
Bhog lagawa, dhok lagawa, pushp chadhawa charana mei,
Gajaanand thaare haatha mei, Gajaanand thaare haatha mei, ab toh laaj humari hai,
Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai,

Aao- aao, bega aao, chaav darash ko bhaari hai,
Bhagata ki toh vinati sunnli, Shiv soot pyaro aayo hai,
Jai- jaikaar karo Ganpati ki, aakar mann harshaayo hai,
Bhagata ki toh vinati sunnli, Shiv soot pyaro aayo hai,
Jai- jaikaar karo Ganpati ki, aakar mann harshaayo hai,
Barselo ras ab bhajanaa mei, Barselo ras ab bhajanaa mei, bhakt mahima nyaari hai,
Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai,
Aao- aao, bega aao, chaav darash ko bhaari hai,

📖 Related: जयपुर का गोविन्द देव जी राधा और रुक्मण ने ल्याजे लेर जी Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Download PDF (Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Bhajans Bhakti Songs)

Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Lyrics Transliteration (English)

Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Video

Gajaanand Sarkaar Padhaaro Gajaanand sarkaar padhaaro, kirtan ki sab taiyari hai, Video

ॐ Sacred Pilgrimage Directory • पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

✦ 10,000+ Ancient Mandirs ✦ 12 Jyotirlingas ✦ 51 Shakti Peethas ✦ 108 Divya Desams
View All Temple Guides →

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state