Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Lyrics

Jinke Sir Par Shyam Pyare- Khatu Shyam Bhajan By Nandu Bhaiya

Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Lyrics in Hindi

Jinke Sir Par Shyam Pyare
Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai,
Har ghadi har pal Kanhaiya, rehta une saath hai,

Dekh le gar shaq tumhe toh, apni palace khol ke,
Shyam ke pyare milenge, mastiyo mei jhumte,
Har taraf khusiya hai inke fulo ki barsaat hai,
Har ghadi har pal Kanhaiya, rehta une saath hai,
Kaun hai itna dayalu, dev mere Shyam sa,
Ho inayat jinpe inki, dar use kis baat ka,
Raat chaahe ho ghaneri, inki toh prabhaat hai,
Har ghadi har pal Kanhaiya, rehta une saath hai,

Prem ka rasiya Kanhaiya, prem karke dekh le,
Dub ja tu Shyam ras mei, dwaar dil ke khol le,
Premiyo ko dhundhte hai, prem ki pehchaan hai,
Har ghadi har pal Kanhaiya, rehta une saath hai,
Premiyo ko Shyam pyaare, pe bada hi naaj hai,
Kaun kiska hai diwana, yeh paheli raaj hai,
Nandu aise devta se, ho milan badi baat hai,
Har ghadi har pal Kanhaiya, rehta une saath hai,
Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai,
Har ghadi har pal Kanhaiya, rehta une saath hai,

Download PDF (Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Bhajans Bhakti Songs)

Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Bhajans Bhakti Songs

See also  श्याम तेरा सहारा मिल गया होता | Lyrics, Video | Khatu Shaym Bhajans

Download PDF: Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Lyrics Transliteration (English)

Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Video

Jinke Sir Par Shyam Pyare Jinke sir par Shyam pyare, ki daya ka haanth hai, Video

Browse all bhajans by Nanduji

Browse Temples in India