lyrics: Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai Darbaar tera sajaya gaya hai, bhakto ko darr pe bulaya gaya hai, Lyrics
Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai- Khatu Shyam Bhajan By Nandu Ji
lyrics: Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai Darbaar tera sajaya gaya hai, bhakto ko darr pe bulaya gaya hai, Lyrics in Hindi
lyrics: Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai
Darbaar tera sajaya gaya hai, bhakto ko darr pe bulaya gaya hai,
Aaja- aaja Lil eke sawaar aaja, aaja- aaja Shyam sarkaar aaja,

Bhakto ne teri jyot jagaayi, bhajan bhav ki ganga bahaayi,
Raah pe teri ankhiya lagi hai, darshan ki ichha mann mei jagi hai,

Aaja- aaja Shyam sarkaar aaja, aaja- aaja Lil eke sawaar aaja,
Adharo pe sabke tera tarana, sab Ki lagan bas tumko rijhana,
Bhaav hriday mei bhagwan jaga ja, maati ke prabhu ji chandan banaja,

Dildaar tumse nata purana, bhaaye na koi tera bahana,
Nandu sawariya aana padega, bhakto se bolo kab tak bachega,

Download PDF (: Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai Darbaar tera sajaya gaya hai, bhakto ko darr pe bulaya gaya hai, Bhajans Bhakti Songs)
: Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai Darbaar tera sajaya gaya hai, bhakto ko darr pe bulaya gaya hai, Bhajans Bhakti Songs
lyrics: Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai Darbaar tera sajaya gaya hai, bhakto ko darr pe bulaya gaya hai, Lyrics Transliteration (English)
lyrics: Darbaar Tera Sajaya Gaya Hai Darbaar tera sajaya gaya hai, bhakto ko darr pe bulaya gaya hai, Video