lyrics: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Lyrics

Shyam Dhwaja Le Shyam Diwaane Chale- Khatu Shyam Bhajan

lyrics: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Lyrics in Hindi

lyrics: Shyam Dhwaja Le
Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana…


Shyam dhwaja le shyam diwaane chale Shambhu ke dwaare,
Kailaashpati Shiv Shankar ke dekho gunja rahe jaikaare,
Shyam dhwaja le shyam diwaane chale Shambhu ke dwaare,
Kailaashpati Shiv Shankar ke dekho gunja rahe jaikaare,
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…

Bhaarat ke kai chetro se shree Shyam diwaane aaye,
Bhaarat ke kai chetro se shree Shyam diwaane aaye,
Pashupati naath ke charano mei hai sabne shish nawaaye,
Pashupati naath ke charano mei hai sabne shish nawaaye,
Shyam prabhu Shiv ko hai dulaare, Shiv hai Shyam ko pyaare,
Shyam prabhu Shiv ko hai dulaare, Shiv hai Shyam ko pyaare,
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…
Kaathmaandu nagarkot phir chaaina border aaya,
Kaathmaandu nagarkot phir chaaina border aaya,
Baaghmati koshi ke prawaah ne anupam josh jagaaya,
Baaghmati koshi ke prawaah ne anupam josh jagaaya,
Naayalam ke unche shikhar par, thandi bahe bayaare,
Naayalam ke unche shikhar par, thandi bahe bayaare,
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…

Saga se prayaag, prayaag se maansharovar pyaara,
Saga se prayaag, prayaag se maansharovar pyaara,
Harchu se kailaash ke darshan, failaa divya nazaara,
Harchu se kailaash ke darshan, failaa divya nazaara,
Sudh- budh khokar, besudh hokar, naache premi saare,
Sudh- budh khokar, besudh hokar, naache premi saare
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…
Maansharovar ki dubaki ne, sabko yuva banaya,
Maansharovar ki dubaki ne, sabko yuva banaya,
Shyam dhwaja ke bich hawan rudri ka paath suhaya,
Shyam dhwaja ke bich hawan rudri ka paath suhaya,
Daarchen se taarboche, sab pahoche Shyam dulaare,
Daarchen se taarboche, sab pahoche Shyam dulaare,
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…
Deramukh se uttaramukh, kailaash ka darash mila hai,
Deramukh se uttaramukh, kailaash ka darash mila hai,
Hui parikramaa puri sabke, mann ka kaval khila hai,
Hui parikramaa puri sabke, mann ka kaval khila hai,
Him aachhadit amber, himpar, laut rahe hai saare,
Him aachhadit amber, himpar, laut rahe hai saare,
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…
“Nandu” saare kushal- kushal sab apne thaanv padhaare,
“Nandu” saare kushal- kushal sab apne thaanv padhaare,
Shiv ne swikaari Shyam dhwaja, bhakto ke waare nyaare,
Shiv ne swikaari Shyam dhwaja, bhakto ke waare nyaare,
Ek baar phir darash ki ichha, mann mei jaagi hamaare,
Ek baar phir darash ki ichha, mann mei jaagi hamaare,
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…
Har har mahadev… Har har mahadev…

Download PDF (: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Bhajans Bhakti Songs)

: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: lyrics: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Lyrics Bhajans Bhakti Songs

lyrics: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Lyrics Transliteration (English)

lyrics: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Video

lyrics: Shyam Dhwaja Le Shree khatushyam ji kailaash maansarovar dhwaj yaatra ke purna hone ke pashchaat rachit Shiv vandana Video

Browse Temples in India