Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Lyrics

Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai- Durga Maa Bhajan

Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Lyrics in Hindi

Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Kisko kya dena hai, yeh soch ke aati hai,

Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Pehle navrato mei, maa sabki khabar leti hai,
Duje navrate mei, aone khate mei likh leti hai,
Tije navrate mei, baat aage badhaati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Kisko kya dena hai, yeh soch ke aati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,

Chauthe navrate mei, maa aasan lagati hai,
Panje navrate mei, aa gayi hu batati hai,
Chhate navrate mei, sabko darshan karati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Kisko kya dena hai, yeh soch ke aati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Satte navrate mei, khol deti khajaane hai,
At the navrate mei, lag jati lutane hai,
Nave navrate mei, dono haantho se lutaati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Kisko kya dena hai, yeh soch ke aati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Dasve din maayi ki bidayi jab aati hai,
Saari dharti ke logo ki, aankhe bhar aati hai,
Rama phir aaungi mai, wada karke jati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,
Kisko kya dena hai, yeh soch ke aati hai,
Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai,

Download PDF (Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Bhajans Bhakti Songs)

Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Lyrics Transliteration (English)

Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Video

Maiya Navrato Mei Jab Dharti Pe Aati Hai Maiya navrato mei jab dharti pe aati hai, Video

Browse Temples in India