Maiyaji Ki Gali Mai Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye, Lyrics

Maiyaji Ki Gali Mai- Rani Sati Dadi Bhajan By Vinay

Maiyaji Ki Gali Mai Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,

Maiyaji Ki Gali Mai
Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,

Dil wala pura armaan hona chahiye,
Dil wala pura armaan hona chahiye,

Maiyaji ki meri maiyaji ki
gali mei makaan hona chahiye,
Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,
Jaipur se teri mai chunari mangaau,

Jaipur se teri mai chunari mangaau,
Taaro se maiya mai usko sajaau,
Taaro se maiya mai usko sajaau,
Meri bhi chunar ka samman hona chahiye,

Meri bhi chunar ka samman hona chahiye,
Maiyaji ki meri maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,
Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,

Maiyaji ka mai toh kirtan karaaunga,
Maiyaji ka mai toh kirtan karaaunga,
Saare devi devta ko usme bulaaunge,
Saare devi devta ko usme bulaaunge,

Aage aage veer Hanuman hona chahiye,
Aage aage veer Hanuman hona chahiye,
Maiyaji ki meri maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,
Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,

Kirtan ki baad mei prasaad bataunga,
Kirtan ki baad mei prasaad bataunga,
Khir puda ka mai toh bhog lagaunga,
Khir puda ka mai toh bhog lagaunga,

Khane wala tera mehmaan hona chahiye,
Khane wala tera mehmaan hona chahiye,
Maiyaji ki meri maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,
Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,

Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,
Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,
Dil wala pura armaan hona chahiye,
Dil wala pura armaan hona chahiye,

Maiyaji ki meri maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,
Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye,

See also  मेरा खाटू बाला श्याम | Lyrics, Video | Khatu Shaym Bhajans

Maiyaji Ki Gali Mai Maiyaji ki gali mei makaan hona chahiye, Video

Browse all bhajans by Narendra Chanchal

Browse Temples in India