Mann Chhod Vyarth Ki Chinta, Mann Chhod Vyarth Ki Chinta By Hariharan [Full Song] l SHIV SADHANA
Mann Chhod Vyarth Ki Chinta, Mann Chhod Vyarth Ki Chinta By Hariharan [Full Song] l SHIV SADHANA

Mann Chhod Vyarth Ki Chinta By Hariharan [Full Song] l SHIV SADHANA

Mann Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiv Ka Naam Liye Jaa
Shiv Apna Kaam Karenge
Tu Apna Kaam Kiye Jaa

Mann Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiv Ka Naam Liye Jaa
Shiv Apna Kaam Karenge
Tu Apna Kaam Kiye Jaa

Yug Yug Se Teeno Loko Mein
Hai Shambhu Ki Satta
Hai Shambhu Ki Satta
Shiv Ki Agya Bina Jagat Mein
Hilta Nahi Ek Patta

O Tu Mahakaal Ka Sumiran
Bus Aatho Yaam Kiye Jaa

Mann Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiv Ki Naam Liye Jaa

Kal Ki Chinta Chhod Ke
Chintan Karle Tu Tripurari Ka
Bhole Bhaav Se Dhyan Lagale
Tu Bhole Bhandaari Kaa

Aati Jaati Swasho Ko
Tu Ye Paigam Diye Jaa

Mann Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiv Ki Naam Liye Jaa

Shiv Shankar Ko Jobhi Dhyaye
Shiv Bhi Unse Pyar Kare
Shiv Charano Mein Dhyan Lagale
Shiv Hi Bhav Se Paar Kare

Shiv Bhakti Ka Charnamrat
Tu Subah Shaam Piye Jaa

Mann Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiv Ki Naam Liye Jaa
Shiv Apna Kaam Karenge
Tu Apna Kaam Kiye Jaa

Shiv Shiv Shiv Shiv Shiv
Om Namah Shivaye
Om Namah Shivaye

Mann Chhod Vyarth Ki Chinta
Tu Shiv Ka Naam Liye Jaa

Browse all bhajans by Anup Jalota
See also  तुमको हमारी सौगंध तुमको मेरी दुहाई भजन Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Recent Posts

कथा ये है महाराज मेरे की – Lyrics & Meaning

कथा ये है महाराज मेरे की छत्रपति संभाजी महाराज – A Prayer to Chhatrapati Sambhaji Maharaj Origin & Spiritual Essence Why This Bhajan Resonates Devotees chant this when their spirit feels tested—its powerful refrain “महाराज मेरे” is a soul’s…

Mere Satguru Ne Di Thi Davai Lyrics in Hindi & Meaning

Mere Satguru Ne Di Thi Davai: Invoking the Guru’s Liberating Wisdom This soul-stirring bhajan venerates the Satguru (True Spiritual Master) as the divine physician who dispenses the only remedy for life’s deepest sufferings. Composed by Sant Karmaveer Tufani, it…

Janm Diyo Thari Maa Dukh Dekhiyo Lyrics in Hindi & Meaning

जन्म दियो थारी माँ दुख देखियो (Maa’s Grief Upon Birthing You) This soul-stirring Chetavani Bhajan (admonitory hymn) is addressed to the Divine Mother (Maa) – a call for repentance when children forget their filial duties in the dark age…