Mera Aapki Kripa Se Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai, Lyrics
Mera Aapki Kripa Se- Khatu Shyam Bhajan
Mera Aapki Kripa Se Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai, Lyrics in Hindi
Mera Aapki Kripa Se
Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai,
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai,
Meri jindagi mei tu hai, mere paas kyaa kami haim
Mujhe aura b kisi ki, darkaar bhi nahi hai,
Bas hota rahe hamesa, jo kucch bhi ho raha hai,
Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai,
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai,
Karta nahi mai phir bhi, har kaam ho raha hai,
Kaanha teri badolat, aaram ho raha hai,
Mujhe yeh bhi pata naho hai, yeh kyaa- kyaa ho raha hai,
Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai,
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai,
Patwaar ke bina hi, meri naav chal rahi hai,
Banwari bina hi maange, har chiz mil rahi hai,
Marji hai teri baba, achcha hi ho raha hai,
Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai,
Karte ho tum Kanhaiya, mera naam ho raha hai,
Download PDF (Mera Aapki Kripa Se Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai, Bhajans Bhakti Songs)
Mera Aapki Kripa Se Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai, Bhajans Bhakti Songs
Mera Aapki Kripa Se Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai, Lyrics Transliteration (English)
Mera Aapki Kripa Se Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai, Video
Mera Aapki Kripa Se Mera aapki kripa se, har kaam ho raha hai, Video