ॐ
Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Sep 10, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma Lyrics

Taar Taar Mujhe Taar Daantiye

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma Lyrics in Hindi

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma
Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma
Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma
Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma

Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye

Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Door Hai Kinara Meri Nav Ma Purani Hai
Chhaya Andhera Aur Rat Bhi Toofani Hai
Door Hai Kinara Meri Nav Ma Purani Hai
Chhaya Andhera Aur Rat Bhi Toofani Hai
Chhaya Andhera Aur Rat Bhi Toofani Hai
Tuhi To Hai
Tuhi To Hai

📖 Related: भोला भंडारी, सांई भोला भंडारी शिव भोला शिव भोला…शिव भोला भंडारी, साधु भोला भंडारी सांई भोला भंडारी, शिव भोला भंडारी भस्मासुर ने करी तपस्या Lyrics Bhajans Bhakti Songs

O Mata Tu Hi To Hai Meri Pawar Dantiye
O Maiyya Tu Hi To Hai Meri Pawar Dantiye
Tuhi To Hai Meri Patwar Dantiye
Tuhi To Hai Meri Patwar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Jai Jai Ma Jai Jai Ma Ambe Ma
Jai Jai Ma Jai Jai Ma Ambe Ma
Tera Hi Bharosha Hume Tera Etbar Hai
Tere Hi Sahare Maiyya Mera Parivar Hai
Tera Hi Bharosha Hume Tera Etbar Hai
Tere Hi Sahare Maiyya Mera Parivar Hai
Tere Hi Sahare Maiyya Mera Parivar Hai

Aja Aja O Maiyya Aja
Aja Aja O Maiyya Aja
O Maiyya Aja Hoke Sher Pe Savar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Jag Ko Sambhala Moojhe Bhi Sambhal Le
Tham Ke Ma Hath Dukh Ke Bhavar Se Nikal Le
Jag Ko Sambhala Moojhe Bhi Sambhal Le
Tham Ke Ma Hath Dukh Ke Bhavar Se Nikal Le
Tham Ke Ma Hath Dukh Ke Bhavar Se Nikal Le
Oji Ho Oji Ho
Sunle Mere
Sunle Mere

Sunle Mere Dil Ki Pukar Dantiye
Sunle Mere Dil Ki Pukar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Jai Jai Ma Jai Jai Ma Ambe Ma
Jai Jai Ma Jai Jai Ma Ambe Ma
Lal Hu Mai Tera Ma Moojhe Ajmana Na
Lal Hu Mai Tera Ma Moojhe Ajmana Na
Mere Vishwash Ki Ye Jyot Ma Bujhana Na
Mere Vishwash Ki Ye Jyot Ma Bujhana Na
Lal Hu Mai Tera Ma Moojhe Ajmana Na
Mere Vishwash Ki Ye Jyot Ma Bujhana Na
Mere Vishwash Ki Ye Jyot Ma Bujhana Na
Har Meri O Dati
Har Meri O Maiyya
Har Meri Hogi Teri Har Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Tar Tar Tar Tar Moojhe Tar Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Moojhe Bhi Laga De Bhav Se Par Dantiye
Jai Mata Di

📖 Related: Leke Gora ji ko sath bhole- bhole Bholenath,

Download PDF (Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma Bhajans Bhakti Songs)

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma Lyrics Transliteration (English)

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma video

Meri Naiya Karde Par Shera Wali Ma Naiya Me Mera Parivar Shera Wali Ma video

ॐ Sacred Pilgrimage Directory • पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

✦ 10,000+ Ancient Mandirs ✦ 12 Jyotirlingas ✦ 51 Shakti Peethas ✦ 108 Divya Desams
View All Temple Guides →

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state