Pehen ke chola laal Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana, Lyrics

Pehen Ke Chola Laal- Hanuman Bhajan

Pehen ke chola laal Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana, Lyrics in Hindi

Pehen ke chola laal
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,

Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,

Saari- saari raat teri, jyot jalai hai,
Tu nahi aaya baba, teri ruswayi hai,
Saari- saari raat teri, jyot jalai hai,
Tu nahi aaya baba, teri ruswayi hai,
Mera bhi karna khyaal, Balaji mere ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,
Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,

Tum aaoge mann harsega, ghar aangan mera chamkega,
Karke darshan jee bhar lunga, kaid tumhe dil mai kar lunga,

Dene darshan aaj, Balaji mere ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana,
Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana.
Sankat sabka dur kar do, baba sabko nirmal kar do,
Wo khusiya manaye din raat, Balaji mere ghar aana,

Wo jhumta, naachata jaye din raat, Balaji mere ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana.
Ghar aana, ghar aana, ghar aana, ghar aana,
Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana.

Download PDF (Pehen ke chola laal Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana, Bhajans Bhakti Songs)

Pehen ke chola laal Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Pehen ke chola laal Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Pehen ke chola laal Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana, Lyrics Transliteration (English)

Pehen ke chola laal Pehen ke chola laal, Balaji mere ghar aana, Video

Browse Temples in India