Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Radha Vandana Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Sep 9, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Radha Vandana Lyrics

Darbaar Mei Radha Raani Ke, Dukh Dard Mitaaye Jaate Hai

Radha Vandana Lyrics in Hindi

Radha Vandana

Darbaar mei Radha raani ke,
dukh dard mitaaye jaate hai,
Duniya ke sataaye log yaha
sine se lagaaye jaate hai,

Hum haanth utha kar keh denge
Hum ho gaye Radha raani ke,
Hum ho gaye Radha raani ke,
Hum ho gaye Shyama pyaari ke,
Hum haanth utha kar keh denge
Hum ho gaye Radha raani ke,
Kanhaiyaa ki praanadhaar ho tum,
Mere jiwan ki patwaar ho tum,
Kanhaiyaa ki praanadhaar ho tum,
Mere jiwan ki patwaar ho tum,
Hum ho gaye bhaanu dulaari ke,
Hum ho gaye bhaanu dulaari ke,
Hum haanth utha kar keh denge
Hum ho gaye Radha raani ke,

Duniya se kuch bhi lena nahi,
Mere Shaym se kuch bhi kehanaa nai,
Duniya se kuch bhi lena nahi,
Mere Shaym se kuch bhi kehanaa nai,
Hum ho gaye Shyam pyaari ke,
Hum ho gaye Shyam pyaari ke,
Hum haanth utha kar keh denge
Hum ho gaye Radha raani ke,
Koi paagal kahe ya diwana kahe,
Koi bhalaa kahe ya bura kahe,
Koi paagal kahe ya diwana kahe,
Koi bhalaa kahe ya bura kahe,
Hum ho gaye bhaanu dulaari ke,

Hum ho gaye bhaanu dulaari ke,
Hum haanth utha kar keh denge
Hum ho gaye Radha raani ke,
Hum haanth utha kar keh denge
Hum ho gaye Radha raani ke,
Hum ho gaye Radha raani ke,
Hum ho gaye Shyama pyaari ke,
Hum haanth utha kar keh denge
Hum ho gaye Radha raani ke,
*——–*——–*

📖 Related: मेरे साथ मेरा खाटू वाला Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Download PDF (Radha Vandana Bhajans Bhakti Songs)

Radha Vandana Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Radha Vandana Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Radha Vandana Lyrics Transliteration (English)

Radha Vandana Video

Radha Vandana Video

Sacred Pilgrimage Directory पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

10,000+ Ancient Mandirs 12 Jyotirlingas 51 Shakti Peethas 108 Divya Desams
View All Temple Guides

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state