ravivar_aarti728X410, Ravivar (Sunday) Aarti
ravivar_aarti728X410, Ravivar (Sunday) Aarti

Ravivar (Sunday) Aarti – Hindi

Ravivar (Sunday) Aarti – English

Sakal Jagat Jaaki Joti Viraaje.
Saat Samundra Jaake Charni Basey, Kaha Bhayo Jal Kumbh Bhare. Ho Ram..

Koti Bhanu Jaake Nakh Ki Shobha, Kaha Bhayo Mandir Deep Dhare. Ho Ram..

Bhaar Athaareh Romavali Jaake,
Kaha Bhayo Shir Pushp Dhare. Ho Ram..

Chappan Bhog Jake Pratidin Laage,
Kaha Bhayo Nevadya Dhare Ho Ram. Amit Koti Jake Baaja Baaje, Kaha Bhayo Jhankaar Kare. Ho Ram..

Chaar Ved Jake Mukh Ki Shobha,
Kaha Bhayo Brahmdev Padhe. Ho Ram..

Shiv Sankadik Aadhi Bramhadik,
Naarad Muni Jake Dhyan Dhare. Ho Ram..

Him Mandaar Jako Pawan Jhakore, Kaha Bhayo Shir Chanvar Dhure Ho Ram.

Lakh Chorasi Fandh Chuddaaye,
Keval Hariyash Naamdev Gaaye.Ho Ram.

 

See also  आरती जगजननी मैं तेरी गाऊं तुम बिन कौन सुने वरदाती, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Browse Temples in India

Recent Posts

आओ पधारो बाबोसा मन मन्दिर में बाबोसा Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

आओ पधारो बाबोसा मन मन्दिर में बाबोसा लिरिक्स Aao Padharo Babosa Man Mandir Me Babosa आओ पधारो बाबोसा मन मन्दिर में बाबोसा लिरिक्स (हिन्दी) है दुखभंजन, बाबोसा भगवन, तुम्ही प्राण प्यारे, तुम हो जीवन, मन मे यही है कामना,…

NavaGraha Stotram

“Nava” means nine, and “Graha” refers to the planets. The NavaGraha Stotram is a revered hymn composed of nine verses, each dedicated to one of the nine celestial deities that comprise the Navagrahas. These are: Each verse of the…