ॐ
Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Sep 10, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Lyrics

Sawan Mei Dhum Machaalo- Shankar Bhajan By Shyam Agarwal

Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Lyrics in Hindi

Sawan Mei Dhum Machaalo
Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai,

Aaj sabko nachaalo yeh mela Bhole ka hai
Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai,
Aaj sabko nachaalo yeh mela Bhole ka hai,
Yeh mela Bhole ka hai, Bhole ka hai, Bhole ka hai,
Jai kara khub lagalo, yeh mela Bhole ka hai,
Jai kara khub lagalo, yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai,
Saare bhagto ki Bhole tujhpe nazar hai, tujhpe nazar hai,
Saare bhagto ki Bhole tujhpe nazar hai, tujhpe nazar hai,

Bhakti ka tera chhaya aisa asar hai, aisa asar hai,
Diwane saare aaye tere nagar hai,
Diwane saare aaye, Diwane saare aaye tere nagar hai,
Masti mei rang jamaalo yeh mela Bhole ka hai,
Masti mei rang jamaalo yeh mela Bhole ka hai,
Saawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai,
Saawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai,

Mandir mei aake tere masti nirali, masti nirali,
Mandir mei aake tere masti nirali, masti nirali,
Saare bhagat ko nachaa dene wali, nachaa dene wali,
Naache bhagat saare aur baaje hai taale,
Naache bhagat saare, Naache bhagat saare aur baaje hai taale,
Bhole ko sang nachalo yeh mela Bhole ka hai,
Bhole ko sang nachalo yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machalo, yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machalo, yeh mela Bhole ka hai,
Shyam bhi aaya tera banke diwana, banke diwana,
Shyam bhi aaya tera banke diwana, banke diwana,
Bhagto ko mere bas tera tarana, tera tarana,
Chakkar mei tere aake bhula jamana,
Chakkar mei tere aake bhula jamana,
Mujhko bhi daas banalo yeh mela Bhole ka hai,
Mujhko bhi daas banalo yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machalo, yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machalo, yeh mela Bhole ka hai,
Yeh mela Bhole ka hai, Bhole ka hai, Bhole ka hai,
Jai kara khub lagalo, yeh mela Bhole ka hai,
Jai kara khub lagalo, yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machalo, yeh mela Bhole ka hai,
Sawan mei dhum machalo, yeh mela Bhole ka hai,
Jai kara khub lagalo, yeh mela Bhole ka hai,
Jai kara khub lagalo, yeh mela Bhole ka hai,

📖 Related: भोला भंडारी, सांई भोला भंडारी शिव भोला शिव भोला…शिव भोला भंडारी, साधु भोला भंडारी सांई भोला भंडारी, शिव भोला भंडारी भस्मासुर ने करी तपस्या Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Download PDF (Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Bhajans Bhakti Songs)

Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Lyrics Transliteration (English)

Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Video

Sawan mei dhum machaalo, yeh mela Bhole ka hai, Video

ॐ Sacred Pilgrimage Directory • पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

✦ 10,000+ Ancient Mandirs ✦ 12 Jyotirlingas ✦ 51 Shakti Peethas ✦ 108 Divya Desams
View All Temple Guides →

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state