ॐ
Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Dec 4, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Lyrics

Tap- Tap Lila Ghoda Chaal Raha- Khatu Shyam Bhajan By Binnu

Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Lyrics in Hindi

Tap- Tap Lila Ghoda Chaal
Raha yuddh Bhumi Ki Aur
Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,
Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,

Yuddh bhumi ki aur jispe baitha ek kishor,
Yuddh bhumi ki aur jispe baitha ek kishor,
Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur,
Yuddh bhumi ki aur jispe baitha ek kishor,

Ahilawati ka putra laadala,
paandav kul mei jaya ho Shyam,
Ghunghraale baalo ke kaaran,
Barbarik kehlaya ho Shyam,
Ahilawati ka putra laadala,

paandav kul mei jaya ho Shyam,
Ghunghraale baalo ke kaaran,
Barbarik kehlaya ho Shyam,
Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,

Yuddh bhumi ki aur
jispe baitha ek kishor,
Agnidev se dhanush mila jise,
kaandhe bich uthaaya ho Shyam,
Teen baan tarkash mei saaje,

Shiv bhole se paya ho Shyam,
Agnidev se dhanush mila jise,
kaandhe bich uthaaya ho Shyam,
Teen baan tarkash mei saaje,
Shiv bhole se paya ho Shyam,

📖 Related: गूँजे सदा जयकार भोले तेरे भवन मे Lyrics | Bhajans | Bhakti Songs

Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,
Yuddh bhumi ki aur jispe
baitha ek kishor,

Yuddh karan ki hai abhilasha,
bahut ghaneri mann mei ho Shyam,
Maa ke dudh ki laaj nibhaau,
Mahabhaarat ke ran mei ho Shyam,
Yuddh karan ki hai abhilasha,

bahut ghaneri mann mei ho Shyam,
Maa ke dudh ki laaj nibhaau,
Mahabhaarat ke ran mei ho Shyam,
Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,
Yuddh bhumi ki aur jispe baitha ek kishor,

Nash- nash mei hai josh veer ke,
Kuruchhetra mei pahucha ho Shyam,
Jab tak Suraj Chaand rahenge,
naam tera rahe uncha ho Shyam,
Nash- nash mei hai josh veer ke,

Kuruchhetra mei pahucha ho Shyam,
Jab tak Suraj Chaand rahenge,
naam tera rahe uncha ho Shyam,
Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,

Yuddh bhumi ki aur jispe
baitha ek kishor,
Shree Krishna ne dekha tujhko,
tere sanmukh aayo ho Shyam,
Binnu Madhav chakit reh gaye,

tujhe samajh na paaye ho Shyam,
Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,
Yuddh bhumi ki aur
jispe baitha ek kishor,

Shree Krishna ne dekha tujhko,
tere sanmukh aayo ho Shyam,
Binnu Madhav chakit reh gaye,
tujhe samajh na paaye ho Shyam,

Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,
Tap- tap Lila ghoda chal
raha yuddh bhumi ki aur,

Yuddh bhumi ki aur jispe baitha ek kishor,
Yuddh bhumi ki aur jispe baitha ek kishor,
Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur,
Yuddh bhumi ki aur jispe baitha ek kishor,

📖 Related: Ik Din Wo Ik din wo Bhola bhandari banker ke Brij naari Gokul mei aa gaye hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Download PDF (Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Bhajans Bhakti Songs)

Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Lyrics Transliteration (English)

Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Video

Tap- tap Lila ghoda chal raha yuddh bhumi ki aur, Video

ॐ Sacred Pilgrimage Directory • पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

✦ 10,000+ Ancient Mandirs ✦ 12 Jyotirlingas ✦ 51 Shakti Peethas ✦ 108 Divya Desams
View All Temple Guides →

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state