Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Lyrics

Tere Jiwan Mei Khushiya- Rani Sati Dadi Bhajan By Vinay

Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Lyrics in Hindi

Tere Jiwan Mei Khushiya
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,

Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Nau mahine tujhe saanche mei dhaalti hai maa,
Nau mahine tujhe saanche mei dhaalti hai maa,
Fir janam deti hai hume wo paalati hai maa,
Fir janam deti hai hume wo paalati hai maa,
Dukh jo bccho ka ho toh wo jaan jaayegi,
Dukh jo bccho ka ho toh wo jaan jaayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,

Bojh baraso talak toh uthati hai maa,
Bojh baraso talak toh uthati hai maa,
Jaag kar kitni raate bitati hai maa,
Jaag kar kitni raate bitati hai maa,
Tere jiwan ki muskil ko jaan jaayegi,
Tere jiwan ki muskil ko jaan jaayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Maa ne paida kiya toh teri pehechan hai,
Maa ne paida kiya toh teri pehechan hai,
Mahamayi tumhari sabki bhagwan hai,
Mahamayi tumhari sabki bhagwan hai,
Ek baar maa ko manale wo maan jayegi,
Ek baar maa ko manale wo maan jayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi,
Le ja maa ki duaaye tere kaam aayegi,

See also  काली कमली वाले ने मेरा दिल तो दीवाना कर दिया लिरिक्स

Download PDF (Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Bhajans Bhakti Songs)

Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Lyrics Transliteration (English)

Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Video

Tere Jiwan Mei Khushiya Tere jiwan mei khushiya tamaam aawegi, Video

Browse all bhajans by Saurabh Madhukar

Browse Temples in India