ॐ
Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Lyrics English

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

• Updated: Mar 19, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Lyrics

Teri Tulna Kisse Karu- Maiya Bhajan

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Lyrics in Hindi

Teri Tulna Kisse Karu
Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,
Jab ja tuta mera khilona, Jab ja tuta mera khilona,
Mujhse pehle tu royi maa,
Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,
Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,

Kaise kaise maa ne mujhko kaise badaa kiya hai,
Maa dudh nahi wo khun hai maa ka, bachpan mei jo piya hai maa ka,
Mai khoya jab apne khwaab mei, tu mere khwaab mei khoyi maa,
Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,
Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,
Mere hasne pe hasti hai, rone pe roti hai maa,
Phir bhi mai yeh samajh na paya maa kaisi hoti hai,
Maa apni har saanso se tune duniya meri sanjoyi,
Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,
Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi,

Download PDF (Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Bhajans Bhakti Songs)

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Bhajans Bhakti Songs

📖 Related: मोर मुकुट वाले प्रीतम | Lyrics, Video | Krishna Bhajans

Download PDF: Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Lyrics Transliteration (English)

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Video

Teri tulna kisse karu maa, tumsa aur na koi, Video

ॐ Sacred Pilgrimage Directory • पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

✦ 10,000+ Ancient Mandirs ✦ 12 Jyotirlingas ✦ 51 Shakti Peethas ✦ 108 Divya Desams
View All Temple Guides →

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state