Thoda deta hai, jyada deta hai, Lyrics

Thoda Deta Hai, Jyada Deta Hai

Thoda deta hai, jyada deta hai, Lyrics in Hindi

Thoda deta hai, jyada deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Humko toh jo kuchh bhi deta, baba deta hai,

Thoda deta hai, jyada deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Humko toh jo kuchh bhi deta, baba deta hai,
Maangalyo darbaar se ye, bahot bada daani,
Sab kuchh deta hai, ye kuchh nahi leta hai,

Haajari darbaar ki mai, roj lagaata hu,
Saawariye ka darshan karke, shish nawaata hu,
Haajari darbaar ki mai, roj lagaata hu,
Saawariye ka darshan karke, shish nawaata hu,
Kya- kya deta hai, ye kya nahi deta hai,
Kya- kya deta hai, ye kya nahi deta hai,
Humko toh jo kuchh bhi deta, baba deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Humko toh jo kuchh bhi deta, baba deta hai,
Kaliyug ka ye dev niraala,khaatuwala hai,
Din dukhi ko gale lagaata, murali wala hai,
Kaliyug ka ye dev niraala,khaatuwala hai,
Din dukhi ko gale lagaata, murali wala hai,
Khusiya deta hai, gam har leta hai,
Khusiya deta hai, gam har leta hai,
Humko toh jo kuchh bhi deta, baba deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Humko toh jo kuchh bhi deta, baba deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Thoda deta hai, jyada deta hai,
Humko toh jo kuchh bhi deta, baba deta hai,

See also  रोती थी कभी अँखियाँ हमारी | Lyrics, Video | Krishna Bhajans

Download PDF (Thoda deta hai, jyada deta hai, Bhajans Bhakti Songs)

Thoda deta hai, jyada deta hai, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Thoda deta hai, jyada deta hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Thoda deta hai, jyada deta hai, Lyrics Transliteration (English)

Thoda deta hai, jyada deta hai, Video

Thoda deta hai, jyada deta hai, Video

Browse Temples in India