Sagar Tat Par Baith Akela, Umar Ka Panchhi Udta Jaa
Sagar Tat Par Baith Akela, Umar Ka Panchhi Udta Jaa

Umar Ka Panchhi Udta Jaa

Umar ka panchi udtha jatha
Kyo prani prabhu naam na gatha re
Kisse patha hai kal kya hoga
Patha nahi kis pal kya hoga
Kal chakra chaltha mad matha
Kyo prani prabhu naam na gatha re
Umar ka panchi udtha jatha
Kyo prani prabhu naam na gatha re
Kachi sason ki kya asha
Kar jaye kab bandh tamasha
Tu murakh man kyo barmatha
Kyo prani prabhu naam na gatha re
Umar ka panchi udtha jatha
Kyo prani prabhu naam na gatha re
Aaj kahe kal naam ratonga
Kal aye phir kal japalonga
Bhita kal kabi loutana atha
Kyo prani prabhu naam na gatha re
Umar ka panchi udtha jatha
Kyo prani prabhu naam na gatha re

Browse all bhajans by Anup Jalota
See also  फागुन में खाटू आएंगे रंग गुलाल भी लाएंगे | Lyrics, Video | Khatu Shaym Bhajans

Browse Temples in India