Bhatak Raha Tha   Lyrics

Bhatak Raha Tha- Khatu Shyam Bhajan By Mukesh Bagda

Bhatak Raha Tha   Lyrics in Hindi

Bhatak Raha Tha
 
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,

Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,
Ab toh likhne laga hu, ab toh gaane lagaa hu,
Shyam bhajano mei sabko mai nachaane laga hu,
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,

Kabhi socha na tha hogi itni daya,
Shyam khata hu mai ab to tera diya,
Kabhi socha na tha hogi itni daya,
Shyam khata hu mai ab to tera diya,
Teri sewa mili mujhpe kirpa hui,
Teri rehmat ki dekh barkha hui, aaj barkha hui
Aisa mujhpe kya dekha kya jana
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Ab toh likhne laga hu, ab toh gaane lagaa hu,
Shyam bhajano mei sabko nachaane laga hu,
Bhatak raha tha ab tak mai diwana,
Shyam bhagat ki masti se anjana,

Download PDF (Bhatak Raha Tha Bhajans Bhakti Songs)

Bhatak Raha Tha Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Bhatak Raha Tha Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Bhatak Raha Tha   Lyrics Transliteration (English)

Bhatak Raha Tha   Video

Bhatak Raha Tha   Video

Browse all bhajans by Mukesh Bagda
See also  फागण आयो रे बाबा जी थारो मेलो आयो | Lyrics, Video | Khatu Shaym Bhajans

Browse Temples in India