Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Lyrics

Daata Tere Kai Naam- Hari Bhajan

Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Lyrics in Hindi

Daata tere kai naam
Ho pyar hai mandir pyar hai pooja
Pyar hain tirathdham

Pyar ke iss mandir mein
Gunje har pal tera naam

Daata tere kai naam o daata
Daata tere kai naam
O daata daata tere kai naam
O daata daata daata tere kai naam
Koi pukare kisi naam se
Koi pukare kisi naam se
Aaye tu sabke kaam
Daata tere kai naam
O daata daata tere kai naam

Tu hi hain bansi ke suro mein
Tu hi hain azano mein
Tu hi hain azano mein
Tu hi pujari ki pooja mein
Tu bhajano mein tarano mein
Tu bhajano mein tarano mein
Kai roop se
Kai roop se tujhe pukare
Jag ye subah-o-sham o daata
Daata tere kai naam
O daata daata daata tere kai naam
Deen dharam ke bhed bhula ke
Hum sab ek samaan bane
Hum sab ek samaan bane
Hum bando ko gyan de aisa
Hum sache insan bane
Hum sache insan bane
Sachai ki..
Sachai ki raah na chhode
Kuchh bhi ho anjaam o daata
Daata tere kai naam o daata
Daata daata tere kai naam
O..koi pukare kisi naam se
Koi pukare kisi naam se
Aaye tu sabke kaam o daata
Daata tere kai naam
O daata daata tere kai naam.

Download PDF (Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Bhajans Bhakti Songs)

Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Lyrics Transliteration (English)

Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Video

Daata tere kai naam Ho pyar hai mandir pyar hai pooja Video

Browse Temples in India