Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbar,

sacchi sarkaar tumhari, sacchi sarkaar tumhari,
saccha darbaar,
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar 
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar,

jo bhi gaya hai Shyam prabhu ke pas, paya usne saawariya ka pyaar,
ek jhalak jisko bhi mil jaye, mehak uthe mann bagiyaa khil jaye,
khali jholi jo bhi laye, khali jholi jo bhi laye. Bharta bhandaar,
job bhi gaya hai Shyam prabhu ke pas, paya usne saawariya ka pyaar,
ek jhalak jisko bhi mil jaye, mehak uthe mann bagiyaa khil jaye,
khali jholi jo bhi laye, khali jholi jo bhi laye. Bharta bhandaar,
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar,
sacchi sarkaar tumhari, sacchi sarkaar tumhari,
saccha darbaar,
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar 

kalyug mei bas ek saharaa hai, khatu wala Shyam hamara hai,
charo taraf darbaar ki charcha hai, haatho haath ye deta parcha hai,
aisa ye dev dayalu, aisa ye dev dayalu, hai lakhdaatar,

Dukhde apne inhe suna jao, tum bhi Shyam sharan mei aa jao,
Bigdi baate Shyam banayega, jab bhi pukaaro daura aayega,
Pal bhar ki der kare na, Pal bhar ki der kare na, aisa dildaar…
Dukhde apne inhe suna jao, tum bhi Shyam sharan mei aa jao,
Bigdi baate Shyam banayega, jab bhi pukaro daura aayega,
Pal bhar ki der kare na, Pal bhar ki der kare na, aisa dildaar…
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar,
sacchi sarkaar tumhari, sacchi sarkaar tumhari,
saccha darbaar,
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar 
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar,
sacchi sarkaar tumhari, sacchi sarkaar tumhari,
saccha darbaar,
Kismat walon ko milta hai Shyam tera darbaar,

See also  मैं साईं दीवाना | Lyrics, Video | Sai Bhajans

Browse Temples in India